maa sirf nata nahi ye kuch or bhi hai
maa se bichad ke bhi ye tut jata nahi
ye sach hai koi kahani nahi
ye sach hai koi kahani nahi
khun khun hota hai pani nahi
khun khun hota hai pani nahi
phulo ki pahchan hai rango bu se
pahchane jate hai insan lahu se, insan lahu se
ha isse badi kuch nishani nahi
ha isse badi kuch nishani nahi
khun khun hota hai pani nahi
khun khun hota hai pani nahi
ye khun jisne paida kiya hai
wo dudh maa ka sabne piya hai, sabne piya hai
kya iski kimat chukani nahi
kya iski kimat chukani nahi
khun khun hota hai pani nahi
khun khun hota hai pani nahi