Mere bhi to sapne they
Pankh lekin they katey
Phir bhi main udaa main udaa
Umm thi badi kamzoriyan
Bediya majbooriyan
Phir bhi main jiya main jiya
Udaa dekho main udaa
Jiya khulke main jiya
Udaa dekho main udaa
Jiya khulke main jiya
Roshani thi bujhi
Aur kadam bhi they ruke
Phir bhi na hare kabh
Maine apne housle
Hosalo ko baandh ke
Manzilo ko khozane chala
Kaanto pe chala
Udaa dekho main udaa
Jiya khulke main jiya
Udaa dekho main udaa
Jiya khulke main jiya
Mushkilo ke saare pal
Sirf tere hi nahi
Haara jo ye sang tu
Haarenge rishte sabhi
Saans gehri khinch ke
Dard saare bhul ke
Chala tu himmat juta
Udaa dekho main udaa
Jiya khulke main jiya
Udaa dekho main udaa
Jiya khulke main jiya.