Tum mere baad..
Tum mere baad..
Tum mere baad..
Tum mere baad..
Mohabbat ko tarah jaoge..
Tum mere baad..
Mohabbat ko tarah jaoge..
Tum mere baad..
Mohabbat ko tarah jaoge..
Tum mere baad..
Mohabbat ko tarah jaoge..
Ajnabi shahar hai,
Chahat ko tarash jaoge,
Tum mere baad..
Mohabbat ko tarah jaoge..
Mere aakhon mein deke mushkurate ho,
Nahi tum dil mein rahte na tum jatete ho..
Iss ujdae cham mein phul khilayega kon,
Hamaare baad tumhe itna yaad ayega kon,
Arre pagle aaj hum hai tabhi to satate hain..
Aaj hum hai tabhi to satate hain..
Hamare jaane ke baad tumhe itna satayega kon..
Mere aakhon mein deke mushkurate ho,
Nahi tum dil mein rahte nahi door jatete ho..
Isse behtar na ashiyana kahin paoge,
Tum mere baad..
Mohabbat ko tarah jaoge..
Maine dil tujhko diya,
Ye kahta hamari hai,
Mujhko to tujhse ishq karne ke bimari hai…
Dil laga kar dil dukhya nahi karte,
Haste huye chehre rulaya nahi karte,
Arre jab dard door nahi kar skte,
To dard dete hi kyon ho …,
Apne chahne wale ko iss kadar satyaa nahi karte…
Maine dil tujhko diya,
Ye kahta hamari hai,
Mujhko to tujhse ishq karne ke bimari hai…
Yaar to paoge, ye pyaar kaha paoge..
Tum mere baad..
Mohabbat ko tarah jaoge..
Aaye mere humsafar yuin ,
Dil ko tum dukhao na,
Dil to baccha hai abhi,
Isko tum rulao na…
Tu kahi bhi sar pe tere ilzam hoga,
Tere hothon ke lakeeron pe mera hi naam hoga,
Arre mujhko apna bana ya banaa,
Tu mere naam se jaroor bandnam hoga..
Aaye mere humsafar yuin ,
Dil ko tum dukhao na,
Dil to baccha hai abhi,
Isko tum rulao na…
Mera dil tuta to ,
Mera dil tuta to..
Pankaj sambhal na paoge…
Tum mere baad..
Mohabbat ko tarah jaoge..