Tukda tukda tut jaane ki khwahish hai,
Sayda mere pyar ki ye azmaish hai
Tukda tukda tut jaane ki khwahish hai,
Sayda mere pyar ki ye azmaish hai
Iss seenein se udd gaya jaake tujhse jud gaya,
Tujhse se suru hai tujhpe khatam ho,
Meri yeh dastan..
Tukda tukda tut jaane ki khwahish hai,
Sayda mere pyar ki ye azmaish hai..
Ye dil bole ki ab na mile,
Tujhse chhutkara,
Hai mujhme nasha aisa chada,
Chadta jo para..
Tha mann mera ya tann mera ab tak banjara,
Ki teri hi banhon mein maine sab hai wara,
Iss seenein se udd gaya jaake tujhse jud gaya,
Tujhse se suru hai tujhpe khatam ho,
Meri yeh dastan..
Tukda tukda tut jaane ki khwahish hai,
Sayda mere pyar ki ye azmaish hai,
Badalne lagi hai saansein meri ab angaro mein,
Ki tujhse hi sajne lagi main singaro mein,
Lo dhoob rahi hoon main sapno ke majdharo mein,
Ki raat din hai mere ab gulzaron mein,
Iss seenein se udd gaya jaake tujhse jud gaya,
Tujhse se suru hai tujhpe khatam ho,
Meri yeh dastaan..
Tukda tukda tut jaane ki khwahish hai,
Sayda mere pyar ki ye azmaish hai
Tukda tukda tut jaane ki khwahish hai,
Sayda mere pyar ki ye azmaish hai
Tukda-tukda,
Tut jaane ki,
Khwahish hai..