Tujhse Naaraz Nahiin Zindagi
Hairaan Hoon Main
O Hairaan Huun Main
Tere Masum Sawaalon Se
Pareshaan Hoon Main
O Pareshaan Hoon Main
Tujhse Naaraz Nahiin Zindagi
Hairaan Hoon Main
O Hairaan Huun Main
Tere Masum Sawaalon Se
Pareshaan Hoon Main
O Pareshaan Hoon Main
Jeene Ke Liye Sochaa Hi Nahi
Dard Sambhaalane Honge
Jeene Ke Liye Sochaa Hi Nahi
Dard Sambhalane Honge
Muskuraaye To Muskuraane Ke
Karz Utarne Honge
Ho Muskurauun Kabhii To Lagataa Hai
Jaise Honthon Pe Karz Rakha Hai
Tujhse Naaraaz Nahiin Zindagi
Hairaan Hoon Main
O Hairaan Huun Main
Zindagi Tere Gam Ne Hamein
Rishte Naye Samajhaye
Zindagi Tere Gam Ne Hamein
Rishte Naye Samajhaaye
Mile Jo Hamein Dhoop Mein Mile
Chaanv Ke Thande Saaye
Ho Tujhse Naaraaz Nahin Zindagi
Hairaan Hoon Main
O Hairaan Huun Main
Aaj Agar Bhar Aai Hain
Boondein Baras Jaayengi
Aaj Agar Bhar Aai Hain
Boondein Baras Jaayengi
Kal Kyaa Pataa Inke Liye
Aankhein Taras Jaayengi
Ho Jaane Kab Gum Hoya Kaha Khoyaa
Ek Ansuun Chhupaake Rakhaa Thaa
Ho Tujhse Naaraaz Nahin Zindagi
Hairaan Hoon Main
O Hairaan Huun Main
Tere Masum Sawaalon Se
Pareshaan Hoon Main
O Pareshaan Hoon Main
O Pareshaan Hoon Main
O Pareshaan Hoon Main.