Tayyab ali pyar ka dushman haye haye
Meri jaan ka dushman haye haye
Tayyab Ali pyar ka dushman haye haye
Meri jaan ka dushman haye haye
Ladka aur ladki – raazi
Phir bhi na maane – kaazi
Ladka aur ladki – raazi
Phir bhi na maane – kaazi
Yeh zid na chhode, mere dil ko tode
Yeh ban-ne na de meri Salma ko meri dulhan
Tayyab Ali pyar ka dushman haye haye
Meri jaan ka dushman haye haye
Ladka aur ladki – raazi
Phir bhi na maane – kaazi
Yeh zid na chhode, mere dil ko tode
Yeh ban-ne na de meri Salma ko meri dulhan
Tayyab Ali pyar ka dushman haye haye
Meri jaan ka dushman haye haye
Lakdi beche aur na samjhe
Haan lakdi beche aur na samjhe
Ladki ke aramano ko
Mota seth tarazu mein tole
Tarazu mein tole
Haan tarazu mein tole chhote insanon ko
Ho jaaye buddha – haan ji
Allah ko pyara – wah ji
Main kar loo shaadi, khana abaadi
Sulajh jaaye pal mein meri barson ki uljhan
Tayyab Ali pyar ka dushman haye haye
Meri jaan ka dushman haye haye
Daiya re daiya iski chaal to dekho
Wah re rang lagaya, iske baal to dekho
Arre jhoothe moothe, iske daant to dekho
Saath baras ki umar mein aise
Chehra kisika khilta hai
Saath baras ki umar mein aise
Haan chehra kisika khilta hai
Humko hai maloom kisi se, kisi se
Kisi se chhupkar yeh bhi milta hai
Main naam bataoon – arre na na na na ji
Tasveer dikhaoon – arre na ji, na ji, na ji
Dar gaya woh kaise bazaar mein aise
Shareefon ko hum ruswa nahi karte miyan Jumman
Tayyab Ali pyar ka dushman haye haye
Meri jaan ka dushman haye haye
Ladka aur ladki – raazi
Phir bhi na maane – kaazi
Yeh zid na chhode, mere dil ko tode
Yeh ban-ne na de meri Salma ko meri dulhan
Tayyab Ali pyar ka dushman haye haye – 6