aarti man manti, kehna kyu nahi manti
pathshaala me chhutti ho gai
basta kyun nahi bandhti , basta kyun nahi bandhti
aa salaam kijiye aai hai, haan
salaam kijiye aai hai, aarti devi
aa ye thekedaar hai bharat ki, bharati devi
[salaam kijiye aali janaab aaye hai
salaam kijiye aali janaab aaye hai
ye panch saalo ka dene, hisab aaye hai] (x2)
jo in khudaao ko sajdaa kare na qaafir hai
bas ek vote nahi hai, ye jaan haazir hai, haan
bahut lagaye-utare hai naam ke label
chalai kursiyan hamne jamaye hai table
aa hisaab dijiye
hisaab dijiye ham behisaab aaye hai
hisaab dijiye ham behisaab aaye hai
to mil kar
salaam kijiye, aali janaab aaye hai
ye paanch saalo kaa dene, hisaab aaye hai
salaam kijiye, aali janaab aaye hai
hamare vote kharidege, hamko ann de kar
ye nange jism chupa dete hai, qafan de kar, aa
ye jaadugar hai, ye chutki me kaam karate hai
ye bhukh-pyaas ko, baato se ram karate hai
aa, hamare haal pe
hamare haal pe likhne kitab aaye hai
hamare haal pe likhne kitab aaye hai
are bhai isliye
[salam kijiye, aali janab aaye hai
salam kijiye, aali janab aaye hai
ye panch saalo ka dene, hisab aaye hai] (x2)
hamari zindagi apni hai, aap ki to nahi
ye zindgi hai garibi ki, paap ki to nahi, aa
ye vote denge magar, ab ke yun nahi denge, aa
chunaav aane do, ham aapse nipat lege, haan
ke pehale dekh le
ke pehale dekh le kya inqalaab laye hai
ke pehale dekh le kya inqalaab laye hai
ye inqalaab laaye hai, aa
[salam kijiye, aali janab aaye hai
salam kijiye, aali janab aaye hai
ye panch saalo kaa dene, hisaab aaye hai
salam kijiye, aali janab aaye hai] (x2)