Hai ye tan dhoop me julsa
Dhundh raha hai chaon
Hai yeh jagrom basera
Dur hai mera gaon
Kahan jaun kise bataun
Jo haal hai mere mann ka
Mera mann ka
Harzai hai raat meri
Mujhe bhor nazar na aaye
Rootha main khud mujhse
Ye jag mujhse mera rab mujhse
Rootha main khud mujhse
Ye jag mujhse mera rab mujhse
Na meherbaani hai koi na koi saaqi
Zaahir mera dard kare do naina zajbaati
Hai kaagaz ki naav meri
Gehra hai bhav saagar jeevan ka
Har koshish nakaam huyi
Ab kon jatan rang laye
Rootha main khud mujhse
Ye jag mujhse mera rab mujhse
Rootha main khud mujhse
Ye jag mujhse mera rab mujhse
So jaaon maajhi re
So jaaon maajhi re…
Kahan jaaun kise bataun jo haal hai
Mera mann ka mera mann ka
Harzaai hai raat meri
Mujhe bhor nazar na aaye
Rootha main khud mujhse
Ye jag mujhse mera rab mujhse
Rootha main khud mujhse
Ye jag mujhse mera rab mujhse
Rootha main khud mujhse
Ye jag mujhse mera rab mujhse
Rootha main khud mujhse
Ye jag mujhse mera rab mujhse
So jaaon maajhi re
So jaaon maajhi re…