Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam huwa
Yeh kya gulam huwa
Yeh kya ghazab huwa
Yeh kaise kab huwa
Na jaanoon main na jaane woh, aha
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Aayi door se dekho dilruba aisi turuturutu
Khaayi bezubaan dil ne chot yeh kaisi
Arre woh, haan haan, mili nazar
Arre yeh, haan haan, huwa asar
Nazar nazar mein yeh sama badal gaya
Chalaaya teer jo mujhi pe chal gaya
Ghazab huwa, yeh kya huwa, yeh kab huwa
Na janoon main na jaane woh, oho
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam huwa
Yeh kya gulam huwa
Yeh kya ghazab huwa
Yeh kaise kab huwa
Na jaanoon main na jaane woh, oho
Dil yeh pyaar mein kaise
Khota hai dekho, aha aha aha aha
Kaatil jaan-e-man kaise
Hota hai dekho
Arre woh, haan haan, mila sanam
Arre yeh, haan haan, huwa sitam
Woh dushman jaana dildaar ho gaya
Ke aaj tak bilkul use pyaar ho gaya
Ghazab huwa, yeh kya huwa, yeh kab huwa
Na janoon main na jaane woh, aha
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam huwa
Yeh kya gulam huwa
Yeh kya ghazab huwa
Yeh kaise kab huwa
Na jaanoon main na jaane who