meri nazar chehare se ab tere hate na
tere bina jaan meri raat kate na
meri nazar chehare se ab tere hate na
tere bina jaan meri raat kate na
ai dekh idhar patli kamar baali umar
jaan-e-jigar maan bhi ja kahana, mere dil ko na tadpa
are samjho, o galiyon baazaaron me, kahin pyar bante na
aise pataane se kabhi ladaki pate na
o galiyon bazaron me, kahin pyar bante na
aise patane se kabhi ladki pate na
are yaar sambhal bachke nikal, chikane badan pe na phisal
karke aisi baat mere dil ko na tadpa
joban pe thehare na mudi mudi jaaye
chunari hawaon me udi udi jaaye
angiya ka paiband khula khula jaaye
rang koyi is tan me ghula ghula jaaye
o uf kya jawani hai anguri paani hai, tujhme hai koi nasha
thodi si masti hai thoda sa jaadu hai, mujhme hai thodi haya
ai dekh idhar patli kamar baali umar
jaan-e-jigar maan bhi ja kehna, mere dil ko na tadpa
meri nazar chehare se ab tere hate na
tere bina jaan meri raat kate na
o galiyon bazaron me, kahin pyaar bante na
aise patane se kabhi ladaki pate na
ab na jiya pe chale mera jor
tu to lage mujhko koyi chitchor
aa baandh le dil se dil ki tu dor
rani machaati hai kyun itna shor
jaane de jaane de na chod jaane de, raste me hai kyun khada
qaatil nigahon pe teri adaon pe, main to hua re fida
are yaar sambhal bachke nikal, chikne badan pe na phisal
karake aisi baat mere dil ko na tadpa
meri nazar chehare se ab tere hate na
tere bina jaan meri raat kate na
o galiyon bazaron me, kahin pyaar bante na
aise patane se kabhi ladki pate na
ai dekh idhar patli kamar baali umar
jaan-e-jigar maan bhi ja kehna, mere dil ko na tadpa