Main koi aisa geet gaun
Ki aarzoo jagaun
Main koi aisa geet gaun
Ki aarzoo jagaun
Agar tum kaho
Main koi aisa geet gaun
Ki aarzoo jagaun
Agar tum kaho
Main koi aisa geet gaun
Ki aarzoo jagaun
Agar tum kaho
Tumko bulaun
Ye palkhe bichhaun
Kadam tum jahan jahan rakho
Zamin ko aasman banaun
Sitaro se sajaun
Agar tum kaho
Main koi aisa geet gaun
Ki aarzoo jagaun
Agar tum kaho
Main titliyon ke pichhe bhagoon
Main jugnuo ke pichhe jaun
Ye rang hai wo roshni hai
Tumhare paas dono laun
Jitni khushbuye bag mein mile
Ha jitni khushbuye bag mein mile
Main laun wahan pe ki tum ho jahan jahan pe
Ek pal bhi thehro Main gulsita banaun
Agar tum kaho
Main koi aisa geet gaun
Ki aarzoo jagaun
Agar tum kaho
Agar kaho to Main sunaun
Tumhe hasin kahaniyan
Sunogi kya meri zabani
Tum ek pari ka dastan
Ya Main karu tumse bayan
O ya Main karu tumse bayan
Ki raja se rani mili thi kahan
Kahaniyo ke nagar mein tumhe leke jaun
Agar tum kaho
Tumko bulaun
Ye palkhe bichhaun
Kadam tum jahan jahan rakho
Zamin ko aasman banaun
Sitaro se sajaun
Agar tum kaho
Main koi aisa geet gaun
Ki aarzoo jagaun
Agar tum kaho
Agar tum kaho