pehli-pehli baar dekha aisa jalwa ho aisa jalwa
ye ladki hai ya shola, ye ladki hai ya shola
shola hai shola, shole se darna
marna to thande paani me marna
raham jawani pe kha o mundaya raham jawani pe kha
lute na jawani me jo sholo ka maza
sholo ka maza, to bolo vo aadami hai kya
to bolo vo aadami hai kya
aayi hai nayi-nayi zulmi jawani
karta hai badh ke baate diwani
khair tu dil ki mana o babua khair tu dil ki mana
dil jaisi chiz ki manaau khair kya
manaau khair kya, main to dono jahaan se gaya
main to dono jahaan se gaya
ja re shikaari tera jaal puraana
aur kahi pe jaa ke daal ye daana
chidiya phanse na lambua o lambua kudi phanse na lambua
dur kaise hoga tera-mera faasala
tera-mera faasala, rab jaane ya dil mera
rab jaane ya dil mera
abhi to dekha hai jalwa dur ka
haal bura hai mere huzur ka
haath pakad ke dikha o soniya haath pakad ke dikha
pakadi kalaai to na chhod unga kabhi
na chhod unga kabhi
o soniye yaad rakhana, o soniye yaad rakhana
o soniye yaad rakhana, o soniye yaad rakhana