Katra katra milti hai
Katra katra jeene do
Zindagi hai, zindagi hai
Behne do, behne do
Pyaasi hoon main pyaasi rehne do
Rehne do na
Katra katra milti hai
Katra katra jeene do
Zindagi hai, zindagi hai
Behne do, behne do
Pyaasi hoon main pyaasi rehne do
Rehne do na
Kal bhi to kuchh aisa hi hua tha
Neend mein thi tumne jab chhua tha
Girte girte baahon mein bachi main
Ho sapne pe paanv pad gaya tha
Sapnon mein behne do
Pyasi hoon main pyaasi rehne do
Rehne do
Katra katra milti hai
Katra katra jeene do
Zindagi hai, zindagi hai
Behne do, behne do
Pyaasi hoon main pyaasi rehne do
Rehne do na
Tumne to aakash bichhaya
Mere nange pairon mein zameen hai
Kaante bhi tumhari aarzu ho
Ho shayad aise zindagi haseen hai
Aarzu mein behne do
Pyasi hoon main pyaasi rehne do
Rehne do na
Katra katra milti hai
Katra katra jeene do
Zindagi hai, zindagi hai
Behne do, behne do
Pyaasi hoon main pyaasi rehne do
Rehne do
Halke halke kohre ke dhuyein mein
Shayad aasman tak aa gayi hoon
Teri do nigahon ke sahaare
Ho dekho to kahan tak aa gayi hoon
Kohre mein behne do
Pyasi hoon main pyaasi rehne do
Katra katra milti hai
Katra katra jeene do
Zindagi hai, zindagi hai
Behne do, behne do
Pyaasi hoon main pyaasi rehne do
Rehne do, rehne do, rehne do
Rehne do, rehne do, rehne do