Kaari kaari saundhi akhiyan
Kaise bole mann ki battiyan
Kise dhoondhe aayine mein
Hai qaid ratiya ri
Kaari kaari saundhi akhiyan
Raah dekhe beeti sadiyaan
Kahin goonje teri yaadein
Firaak mein hi haari
Kaari kaari saundhi akhiyan
Kaise bole mann ki battiyan
Tere jaisa hi dikhta hai aks tera
Par khud mein hi ikk duniya hai
Aks tera.. (x2)
Maazi ko maazi rehne de
Ankhiyon se nadiya behne de
Phir se inn waqt ke tukdo ko
Rabb ki farmaaish sehne de
Saakhon se kaliyan tooti hai
Jabse tu khud se yun roothi hai
Zara dekh gaur se oh saaiyan
Aks yeh tera tu hi hai
Tere jaisa hi dikhta hai aks tera
Par khud mein hi ikk duniya hai
Aks tera… (x2)
Kaari kaari saundhi akhiyan
Raah dekhe beeti sadiyaan
Kahin goonje teri yaadein
Firaak mein hi haari
Kaari kaari saundhi akhiyan
Kaise bole mann ki battiyan