Tere mere sapne sabhi,
Tere mere sapne sabhi,
Band ankhon ke taale mein hain,
Chaabi kahan dhoondein bata,
Wo chand ke pyaale mein hain,
Phir bhi sapne kar dikhaun sach toh,
Kehna bas yehi,
Main tere kaabil hoon ya,
Tere kaabil nahi,(x2)
Tere mere sapne sabhi,
Tere mere sapne sabhi,
Band ankhon ke taale mein hain,
Chaabi kahan dhoondein bata,
Wo chand ke pyaale mein hain,
Phir bhi sapne kar dikhaun sach toh,
Kehna bas yehi,
Main tere kaabil hoon ya,
Tere kaabil nahi,(x2)
Yeh shararatein yeh mastiyan,
Apna yehi andaaz hai ho..,
Samjhayein kya kaise kahen,
Jeene ka haan isme raaz hai,
Dhadkan kahan yeh dhadakti hai,
Dil mein kahin aawaz hai,
Apni sab khushiyon ka ab toh,
Yeh aagaaz hai,
Tere mere sapne sabhi,
Tere mere sapne sabhi,
Band ankhon ke taale mein hain,
Chaabi kahan dhoondein bata,
Wo chand ke pyaale mein hain,
Phir bhi sapne kar dikhaun sach toh,
Kehna bas yehi,
Main tere kaabil hoon ya,
Tere kaabil nahi,(x2)
Sagar ki rait pe dil ko jab,
Yeh banayengi meri ungliyan,
Tere naam ko hi pukaar ke,
Khankengi yeh meri choodiyan,
Tujhmein adaa aisi hai aaj,
Udti hon jaise titliyan,
Pheeki ab na hongi kabhi,
Yeh rangeeniyan,
Tere mere sapne sabhi,
Band ankhon ke taale mein hain,
Chaabi kahan dhoondein bata,
Wo chand ke pyaale mein hain,
Phir bhi sapne kar dikhaun sach toh,
Kehna bas yehi,
Main tere kaabil hoon ya,
Tere kaabil nahi,(x2)