JAG GHUMIYA LYRICS (Female) – Sultan | Neha Bhasin

Ho…

Na woh akhiyan ruhani kahin
Na woh chehra noorani kahin
Kahin dil wali baatein bhi na
Na wo sajri jawani kahin

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi

Na toh hansna rumaani kahin
Na toh khusboo suhani kahin
Na woh rangli adayein dekhin
Na woh pyari si nadani kahin
Jaisa tu hai waisi rehna

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi

Baarishon ke mausam ki bheegi har ali tu
Sardiyon mein gaalon pe jo aati mere lali tu
Raaton ka sukoon
Raaton ka sukoon bhi hai
Subah ki azaan hai
Chahton ki chaadron mein kare rakhwali tu

Kabhi haq saare rakhta hai
Kabhi samjhe begaani kahin
Tu toh jaanta hai marke bhi
Mujhe aati hai nibhani kahin
Woh karna jo hai kehna

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi

Apne naseebon mein yaa
Honsle ki baaton mein
Sukhon aur dukhon wali
Saari saugaaton mein

Sang tujhe rakhna hai
Sang tujhe rakhna hai
Tere sang rehna
Meri duniya mein bhi
Mere jazbaaton mein

Teri milti nishani kahin
Jo hai sabko dikhani kahin
Main toh jaanti hai marke bhi
Tujhe aati hai nibhani kahin
Woh hi karna hai jo hai kehna

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi