Ooo..
Na wo akhiyan roohani kahi
Na wo chehra noorani kahi,
Kahi dil wali baatein bhi na,
Na woh sajri jawani kahi,
Jag ghumeya thare jaisa na koi,
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi,
Na to hasna rumani kahi,
Na to kushboo suhani kahi,
Na wo rangili aadayein dekhi,
Na wo pyaari si naadani kahi,
Jaisi tu hai waisi rehna,
Jag ghumeya thare jaisa na koi,
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi,
Jag ghumeya thare jaisa na koi,
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi,
Baarishon ke mausmon ki,
Bheegi haryali tu,
Sardiyon mein gaalon pe jo,
Jo aati hai woh laali tu,
Raaton ka sukoon..
Raaton ka sukoon bhi hai,
Subah ki azaan hai,
Chaahton ki chaadron mein,
Maine hai sambhali tu,
Kahi agg jaisi jalti hai,
Bane barkha ka paani kahi,
Kabhi mann jaana chupke se,
Yun hi apni chalani kahi,
Jaisi tu hai waisi rehna,
Jag ghumeya thare jaisa na koi,
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi,
Apne naseebon mein ya,
honsle ki baaton mein,
Sukhon aur dukhon wali,
Saari saugaton mein,
Sang tujhe rakhna hai..
Sang tujhe rakhna hai tune sang rehna,
Meri duniyan mein bhi mere jazbaaton mein,
Teri milti nishani kahi,
Jo hai sab ko dikhani kahi,
Tu toh jaani hai marke bhi,
Mujhe aati hai nibhani kahi,
Wohi karna jo hai kehna,
Jag ghoomeya thare jaisa na koi,
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi,
Jag ghoomeya thare jaisa na koi,
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi,