Jab chhaye mera jadoo koi bach na paye, ha
Jab chhaye mera jadoo koi bach na paye, ha
Phoolon ki narmi hoon main
Sholon ki garmi hoon main
Phoolon ki narmi hoon main
Sholon ki garmi hoon main
Toofano ki halchal hoon
Hawaon ka aanchal hoon main
Jo dhoondhe, woh paye
Phir bhi hath na aaye, ha
Jab chhaye mera jadoo koi bach na paye haye
Kabhi main dard jagaati hoon
Kabhi main zakhm mitaati hoon
Kabhi main dard jagaati hoon
Kabhi main zakhm mitaati hoon
Kabhi main raaz chupaati hoon
Kabhi khud raaz ban jaati hoon
Dil toote, ho saans choote
Phir bhi tu peeche aaye, haye
Jab chhaye mera jadoo koi bach na paye haye
Mujhse tum takrana na
Aake yahan pachtana na
Mujhse tum takrana na
Aake yahan pachtana na
Mera badan pighla sona
Jaan bhi jaaye khabar ho na
Yeh masti, nahin sasti
Dilwala hi boli lagaye, haye
Jab chhaye mera jadoo koi bach na paye ha