jaane kaha gaye vo din, kahte the teri raah me
nazro ko ham bichhaenge

chaahe kahi bhi tum raho, chahenge tumko umr bhar
tumko na bhul paaenge
mere kadam jaha pade, sajde kiye the yaar ne

mujhko rulaa rulaa diyaa, jaati hui bahaar ne
jaane kaha gaye vo din, kahte the teri raah me
nazro ko ham bichhaenge
chaahe kahi bhi tum raho, chahenge tumko umr bhar
tumko na bhul paaenge
apani nazar me aaj kal, din bhi andheri raat hai

saya hi apne saath tha, saya hi apne saath hai
jaane kaha gaye vo din, kahte the teri raah me
nazro ko ham bichhaenge
chaahe kahi bhi tum raho, chahenge tumko umr bhar
tumko na bhul paaenge
kal khel me hum ho na ho gardish me taare rahenge sada

bhuloge ke tum, bhulenge vo
par hum tumhaare rahenge sada
rahenge yahi apne nishaa, iske siva jana kahan
ji chahe jab humko aawaz do
hum hai wahi hum the jaha
apne yahi dono jaha iske siva jana kahan
kal khel me hum ho na ho gardish me taare rahenge sada
kal khel me hum ho na ho gardish me taare rahenge sada
bhuloge ke tum, bhulenge vo
par hum tumhaare rahenge sada
rahenge yahi apne nishaa, iske siva jana kahan
jeena yaha marna yaha, iske siva jana kahan