jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao
o mere dil mere hamdam baho me aa jao
hay jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao
hay o mere dil mere hamdam baho me aa jao
madhosh hai jindagi, charo taraf bekhudi
madhosh hai jindagi, charo taraf bekhudi
thamo mujhe mai gira
thamo mujhe mai gira, laheraye dil ki lagi
jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao
o mere dil mere hamdam baho me aa jao
pani jo ham par gire, ek aag tan me lage
pani jo ham par gire, ek aag tan me lage
tumko khabar kya sanam
tumko khabar kya sanam, kehte hai ulfat ise
o mere dil mere hamdam baho me aa jao
hoy-hoy jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao
badal se barse nasha, bhigi huyi hai fija
badal se barse nasha, bhigi huyi hai fija
thandi hawa jab chale
thandi hawa jab chale, kanpe hai dil ka diya
o mere dil mere hamdam baho me aa jao
hay jan-e-chaman shola-badan, pehlu me aa jao
hay o mere dil mere hamdam baho me aa jao
jan-e-chaman shola-badan pehlu me aa jao