hame rasto ki, jarurat nahi hai
hame tere paawo ke, nisha mil gaye hai
hame rasto ki, jarurat nahi hai
hame tere paawo ke, nisha mil gaye hai
hame rasto ki
bhatakane ka dar hai, na khone ka dar hai
jaha tera saya, vaha apna ghar hai
bhatakane ka dar hai, na khone ka dar hai
jaha tera saya, vaha apna ghar hai
jami pe hame
ho, jami pe hame, aasman mil gaye hai
hame rasto ki, jarurat nahi hai
hame tere paawo ke, nisha mil gaye hai
hame rasto ki
badi aarju thi, ke wo din bhi aaye
tere nam se, ham kud ko bulaye
badi aarju thi, ke wo din bhi aaye
tere nam se, ham kud ko bulaye
tere nam se
tere nam se, do jaha mil gaye hai
hame rasto ki, jarurat nahi hai
hame tere paawo ke, nisha mil gaye hai
hame rasto ki