Foolishq foolishq tera mera
Foolishq foolishq tedha medha
Foolishq fool ishq tera mera
Foolishq fool ishq tedha medha
Dil jispe aana naa ho
Uspe hi aata hai kyun
Jis tarfa jaana na ho
Uss tarfa jaata hai kyun
Jata hai kyun
Foolishq foolishq tera mera
Foolishq foolishq tedha medha
Foolishq foolishq kuch kuch mera
Foolishq foolishq zyada tera
Sansaniyan tan mann mein
Gadbadiyan dhadkan mein karta hai
Kyun karta hai
Par iski sohbat mein
Rehne ko, phir bhi dil karta hai
Kyun karta hai
Foolishq thod hai ye maana
Foolishq ka hi hai zamana
Dil ko acha lagta hai toh
Aankhen iss se kyun churana
Kismat walon ko milta hai yeh nazrana
Foolishq foolishq tera mera
Acha hi hai tedha medha
Fool ishq fool ishq tera mera
Fool ishq fool ishq tedha medha
Honthon pe aur kuch hai
Par dil mein aur kuch hai
Donno mein ik toh sachh hai
Dil sachha hoga toh
Sach woh hi bolega
Phir kaisi yeh mach mach hai
Foolishq dil ki nadaani hai
Dil ki aadat bachkani hai
Foolishq se hi darta hai yeh
Phir bhi foolishq karta hai yeh
Bhulake bhi bhulaya toh ye jaaye naa
Foolishq foolishq tera mera
Foolishq foolishq tedha medha
Foolishq foolishq tera mera
Acha hi hai tedha medha