O……
Ek suraj nikla tha, kuch para pighla tha
Ek aandhi aayi thi, jab dil se aah nikli thi
Dil se re………….
Dil se re…
Dil se re………
Dil se re………….
Dil se re
Dil se re
Dil toh aakhir dil hai na
Mithi si mushkil hai na, piya piya
Piya piya piya na piya jiya jiya jiya na jiya
Dil se re……………
O……
Do patte patjhad ke pedo se utare the
Pedo ki shakho se utare the
Phir kitane mausam gujre woh patte do bechare
Phir uthane ki chahat me woh sehrao se gujre
Woh patte dil dil dil the, woh dil the dil dil dil the
Dil hai toh phir dard hoga, dard hai toh dil bhi hoga
Mausam gujarte rehte hain
Dil hai toh phir dard hoga, dard hai toh dil bhi hoga
Mausam gujarte rehte hain
Dil se, dil se, dil se, dil se
Dil se re………….
Dil toh aakhir dil hai na, mithi si mushkil hai na, piya piya
Piya piya piya na piya, jiya jiya jiya na jiya
Dil se re………….
O…..
Bandhan hain rishto mein
Kato ki tare hain, patthar ke darwaje diware
Bele phir bhi ugati hain, aur guchchhe bhi khilte hain
Aur chalte hain afsane, kirdar bhi milte hain
Woh rishtey dil dil dil the, woh dil the dil dil dil the
Ghum dil ke pal chulbule hain, pani ke yeh bulbule hain
Bujhte hain bante rehte hain
Ghum dil ke pal chulbule hain, pani ke yeh bulbule hain
Bujhte hain bante rehte hain
Dil se, dil se, dil se, dil se
Dil se re……….
Dil se re
Dil se re