Dhai Akhar Lyrics – Mohammed Irfan – Ishq Click

Dhai akhar prem kahani,
Bezuban naino ki zubani,

Dhai akhar prem kahani,
Bezuban naino ki zubani,

Padhte hi dil bas kho hi gaya,
Jiska tha darr wo ho hi gaya,

Dhai aakhar prem kahani,
Bezuban naino ki zubani,

Dhai aakhar prem kahani,
Bezuban naino ki zubani,

Padhte hi dil bass kho hi gaya,
Jiska tha darr wo ho hi gaya,

Hooo…

Naina mere,
Mujhse hi chupke barste rahe,
Fir bhi bezaar na huaa,
Palke bijha,
Bas ik jhalak teri paane ki khatir,
Dhunde ye tera hi pata,
Naa jaane ise kya hua,

Ishq ki aadat wohi purani,
Thoda sa machla, ki naadani,
Ishq ki aadat wohi purani,
Thoda sa machla, ki naadaani,

Raaton ki neenden chura le gaya,
Jiska tha darr wo ho hi gaya,

Hooo..

Saansein bahein,
Kuch na kahein dhadkein bekhabar,
Kyu aitbaar na raha,

Thamke chalein,
Jismo ko khud se milade ye shaatir,
Kar de na koi ye khata,
Naa jaane ise kya hua,

Pyaar mein hoti hai manmaani,
Padti hai keemat bhi chukani,
Pyar mein hoti hai manmaani,
Padti hai keemat bhi chukani,

Soye soye armaan jaga ke gaya,
Jiska tha darr wo hi gaya,

Hoo…