Bechainiyan hai, saanse ruki hai
Tanhaiyon mein teri kami hai
Bechainiyan hai, saanse ruki hai
Tanhaiyon mein teri kami hai
Aankhon mein aansu thamte nahi hai
Kaise hai yeh pal katte nahi hai
Dard-e-tanhai mein
Dard-e-tanhai mein
Dard-e-tanhai mein…
Dard-e-tanhai mein
Aise bhi hum jiyenge, kabhi socha hi nahi
Jo sapne toot jaaye wo judte phir nahi
Dassti hai yaadon ki parchaiyaan teri
Aawara is dil ki koi manzil hi nahi
Saahil se yeh lehren kyun hoti hai juda
Aankhon ke yeh aasun tujhe dete hei sada
Dard-e-tanhai mein
Dard-e-tanhai mein
Dard-e-tanhai mein,
Dard-e-tanhai mein
Phoolon ki yeh shakhein hai kaanto se sazi
Mitne se na mitegi dil ki yeh bebasi
Jo hum pe guzri hai bite tum pe kabhi
Tumko bhi yaad aaye biti baaten sabhi
Mushkil hai khushiyon se gum ka milna yahan
Sholon mein lipta hai mere dil ka jahan
Dard-e-tanhai mein
Dard-e-tanhai mein
Dard-e-tanhai mein
Dard-e-tanhai mein
Dard-e-tanhai mein
Dard-e-tanhai mein
Dard-e-tanhai mein
Dard-e-tanhai mein