Re latth gaad dun,
Re jaudaa paad dun,(x2)
Maa ke pait se marghat tak hai,
Teri kahani pag pag pyare,
Dangal Dangal,(x2)
Sooraj tera chadta dhalta,
Gardish mein karte hain taare,
Dangal Dangal,(x2)
Maa ke pait se marghat tak hai,
Teri kahani pag pag pyare,
Dangal Dangal,(x2)
Sooraj tera chadta dhalta,
Gardish mein karte hain taare,
Dangal Dangal,(x2)
Dhadkane chhati mein,
Jab dubak jati hain,
Peeth thap thapa unko phir jaga,
Baat ban jati hai,
Thaamle hathi si,
Dhadkano ki hai rail,
Samne khadi ghoor ke padi,
Aankh dikhlaati hain toh,
Aankh se uski aankh mila ke,
Bhid jaane ka naam hai pyare,
Dangal Dangal,(x2)
Sooraj tera chadta dhalta,
Gardish mein karte hain taare,
Dangal Dangal,(x2)
Re latth gaad dun,
Re jaudaa paad dun,(x2)
Thos majboot bharosa,
Apne sapno pe karna,
Jitne muh utni baatein,
Gaur kitno pe karna,
Aaj logon ki baari,
Jo kahein keh lene de,
Tera bhi din aayega,
Us din hisaab chuka ke rehna,
Arey bhaid ki hahakaar ke badle,
Sher ki ek dahaad hai pyare,
Dangal Dangal,(x2)
Sooraj tera chadta dhalta,
Gardish mein karte hain taare,
Dangal Dangal,(x4)
Re latth gaad dun,
Re jaudaa paad dun,(x2)
Kar dikhane ka mauka,
Jab bhi kismat deti hai,
Gin ke tayiyaari ke din,
Tujhko mohlat deti hai,
Mangti hai laagat mein,
Tujhse har boond pasina,
Par munafa badle mein,
Ye jaanle behad deti hai,
Re bande ki mehnat ko kismat,
Ka sagar parnaam hai pyare,
Dangal Dangal,(x2)
Sooraj tera chadta dhalta,
Gardish mein karte hain taare,
Dangal Dangal,(x5)