Rangbirangi duniya saari
Bhat bhat ke log
Milke bichadna bichadke
Milna sara hai sanjog
Dekhe jo aise tamashe hm
Hote hai dil mein batashe
Duniya ke sau roop sare nirale
Duniya ke sau roop sare nirale
Baitho na tum aise
Mann ko sambhale
Prem nagariya ki tum
Bhi dagariya chalo
Hum to chale tum sang
Tumbhi gujariya chalo
Duniya ke sau roop sare nirale
Baitho na tum aise
Mann ko sambhale
Prem nagariya ki tum
Bhi dagariya chalo
Hum to chale tum sang
Tumbhi gujariya chalo
Tum bhurat nam nam nam
Tum bhurat nam nam nam
Tum bhurat nam nam nam
Tum bhurat nam nam nam
Ruth ne chunariya
Jo lehrayi to
Lehra gaye raste
Ruth ne chunariya
Jo lehrayi to
Lehra gaye raste
Har mod pe hai kahani nayi
Tere mere waste
Rahen gaye dishaye goong
Ti hai aur gungunati hai
Hawayein jo chale hum
Se bhi kehti jati hai
Rahi tum ho kaha o aao yeha
Prem nagariya ki tum
Bhi dagariya chalo
Hum to chale tum sang
Tumbi gujariya chalo
Duniya ke sau roop sare nirale
Baitho na tum aise
Mann ko sambhale
Prem nagariya ki tum
Bhi dagariya chalo
Hum to chale tum sang
Tumbi gujariya chalo
Tum bhurat nam nam nam
Tum bhurat nam nam nam
Tum bhurat nam nam nam
Tum bhurat nam nam nam
O madhav jaye kahan ho
O madhav kahan jathaw
Humri dulhaniya jahan ho
Parwat se jake badariya mili
Kaliyon se bhawre mile
Parwat se jake badariya mili
Kaliyon se bhawre mile
Itlati balkhati nadiya chali
Sagar se milne gale
Hole hole
Milan ke geet jo lehron
Mein ghulke behte hai
O methi boliyon mein
Sare panchi kehte hai
Ruth milan ki hai
Jo keh rahi hai suno
Prem nagariya
Ki dagariya chalo
Hum to chale tum sang
Tumbi gujariya chalo
Duniya ke sau
Roop sare nirale
Baitho na tum aise
Mann ko sambhale
Prem nagariya ki tum
Bhi dagariya chalo
Hum to chale tum sang
Tumbi gujariya chalo
Prem nagariya ki tum
Bhi dagariya chalo
Hum to chale tum sang
Tumbi gujariya chalo
Tum bhurat nam nam nam
Tum bhurat nam nam nam
Tum bhurat nam nam nam
Tum bhurat nam nam nam
Tum bhurat nam nam nam
Tum bhurat nam nam nam
Tum bhurat nam nam nam