Cha Rahi Kaali Ghata Jiya Mora Lahraaye Hai

Cha Rahi Kaali Ghata
Sun Ri Koyal Baanwari Tu
Sun Ri Koyal Baanwari Tu Kyoon Malhaar Gaaye Hai
Cha Rahi Kaali Ghata Jiya Mora Lahraaye Hai
Suno Na Suno Na
Dil Ki To Zubaan Naheen Magar Yeh Bolta Hai Tum Se Jo
Poochh Lo Poochho Na
Yeh Dhadkanon Mein Kya Chhupa Raha Hai Aa Ke Khud Hi Jaan Lo
Main Kaise Karoon Bayaan Ke Darmiyaan Hijaab Hain
Keh Meri Peehu Peehu Mein Dard Behisaab Hain

Ae Papeeha Aa Idhar Main Bhi Saraapa Dard Hoon
Aam Par Kyoon Jam Raha Hai Main Bhi To Aisi Zard Hoon
Farq Itna Hai Ki Us Mein
Farq Itna Hai Ki Us Mein Ras Hai Mujh Mein Haaye Hai
Cha Rahi Kaali Ghata Jiya Mora Lahraaye Hai
Cha Rahi Kaali Ghata
Saare Aazaaron Se Baṛh Kar ‘ishq Ka Aazaar Hai
Aafaton Mein Jaan O Dil Ka Ḍaalna Bekaar Hai
Bewafa Se Dil Laga Kar
Bewafa Se Dil Laga Kar Kya Koyi Phal Paaye Hai
Cha Rahi
Ae Papeeha Chup Khuda Ke Waaste Tu Ho Zara
Raat Aadhi Ho Chuki Hai Ab Tujhe Kya Ho Gaya

Teri Pi Pi Se Papeeha
Teri Pi Pi Se Papeeha Pi Mujhe Yaad Aaye Hai
Cha Rahi Kaali Ghata Jiya Mora Lahraaye Hai
Main Kaise Karoon Bayaan Keh Darmiyaan Hijaab Hain
Ki Meri Peehu Peehu Mein Dard Behisaab Hain

Cha Rahi Kaali Ghata Jiya Mora