Le aayi hai beethe huae
Lamhon ko phir haan yeh zindagi
Yun beraham si ho gayi
Lene chali jaan yeh zindagi
Khuda kyun rooth gaya mujhse
Nahi tha bair mera tujhse
Kyun tune chheen liya mujhse
Mera jahaan..
Aye Khuda (khuda)
Tu bata (bata)
Ummeed thi, armaan thhe
Khushiyan bhi thi, behisaab si
Bahon mein thi, duniya meri
Thi zindagi jaise khwab si
Har ik pal roshan roshan tha
Mehekta dil ka angan tha
Tha jannat se badhkar pyara
Mera jahaan
Aye Khuda (khuda)
Tu bata (bata)
Ye kya kiya Khuda.. haaye!
Ye kyu kiya Khuda..
Bata mere Khuda
Thi kya meri khata..
Bejaan si hai zindagi
Har saans hai ghamzada
Ye kya kiya Khuda.. haaye!
Ye kyu kiya Khuda..
Bata mere Khuda
Thi kya meri khata..
Ummeed hai tooti huyi
Tanhaiyon ka daur hai
Hai khwaishein bikhri huyi
Khamoshiyon ka shor hai
Bula le apne paas mujhe
Naa aaye jeena raas mujhe
Kyun tune cheen liya mujhse
Mera jahan..
Aye Khuda (Khuda…)
Tu bata (bata…)
Ye kya kiya Khuda.. haaye!
Ye kyu kiya Khuda..
Bata mere Khuda
Thi kya meri khata..
Bejaan si hai zindagi
Har sans hai ghamzadaa
Ye kya kiya Khuda.. haaye!
Ye kyu kiya Khuda..
Bata mere Khuda
Thi kya meri khata..