Aye dil-e-naadaan
Aye dil-e-naadaan aye dil-e-naadaan
Aarzoo kya hai, justazoo kya hai
Aye dil-e-naadaan aye dil-e-naadaan
Aarzoo kya hai, justazoo kya hai
Aye dil-e-naadaan
Hum bhatkate hai, kyon bhatkate hai
Dashta-o-seharaa mein
Aisa lagta hai, mauj pyasi hai
Apane dariyaa mein
Kaisi ulazan hai, kyon ye ulazan hai
Ek saayaa saa, rubaroo kyaa hai
Aye dil-e-naadaan aye dil-e-naadaan
Aarajoo kya hai, justazoo kya hai
Kya kayamat hai, kya musibat hai
Kah nahin sakte, kis ka aramaan hai
Zindagi jaise khoi khoi hai, hairan hairan hai
Ye jameen chup hai, aasamaan chup hai
Fir ye dhadakan si chaar soo kya hai
Aye dil-e-naadaan aye dil-e-naadaan
Aye dil-e-naadaan aye si raahon mein
Kitane kaante hain
Aarazuon ne
Aarazuon ne har kisi dil ko dard baante hain
Kitane ghaayal hain, kitane bismil hain
Is khudai mein ek tu kyaa hai
Ek tu kyaa hai
Ek tu kyaa hai
Aye dil-e-naadaan aye dil-e-naadaan