Ya Kareem O Ya Ghaffaar O Raheem O ‘azeem O Sari’ Ur-raza
Us Pe Hi Raazi Rahoon Jo Kiya Tu Ne Mujh Ko ‘ata
Ya Kareem O Ya Ghaffaar O Raheem O ‘azeem O Sari’ Ur-raza
Us Pih Hi Raazi Rahoon Jo Kiya Tu Ne Mujh Ko ‘ata
Yeh Jo Nadaamat Ki Maala Hai Mere Gale Men Padi
Tasbeeh Isko Bana De Ilaahi
Tasbeeh Isko Bana De Ilaahi
Tasbeeh Isko Bana De Ilaahi
Allaahumma Inni As’aluka Birahmatika
Ya Z’ul-jalaal
Apne Kiye Pe Jhukaaye Hoon Sar
Dil Mein Ranj-o-malaal
Tu Jo Sune Na
Sunaaunga Kisko Yeh Faryaad Main
Tu Hi Sami’ Ul-baseer Ul-mujeeb
Tu Hi Sami’ Ul-baseer Ul-mujeeb
Tu Hi Sami’ Ul-baseer Ul-mujeeb
Rabb-i Azaan-i Bilaali Bhi Tu
Arham Bhi Tu Aur Jalaali Bhi Tu
Kun Fayakun Ka Bhi Khaaliq Hai Tu
Tu Rabb-i Mustafa
Allaahu Akbar
Tu Rabb-i Murtaza
Allaahu Akbar
Rabb-i Siraat-i Mustaqeem
Allaahu Akbar
Tu Rabb-i Kaa’bah
Allaahu Akbar
Nooh Ki Kashti Ko Dekhta Hoon
Hauz-i Nadaamat Mein Ḍooba Hua Hoon
Ya Raheem
Kar De Tu Mujh Ko Qurbat ‘ata
Ya Kareem
Dar-guzar Kar De Meri Khata
Ya Raheem
Rahmat Ka Teri Talab-gaar Hoon
Ya Kareem
Bandah Main Tera Gunaah-gaar Hoon
Daryai Aatish Mein Hum Bas Yoonhi Jal Jaaenge
Gar Tu Sahaara Bane, Ya Rabb Sambhal Jaaenge
Tu Hi To Woh Raushani Hai Ki Jis Se Main Ghaafil Huwa
Jaane Anjaane Gunaahon Se Kuchh Bhi Nah Haasil Huwa
Ho Teri Nazr-e-karam To Yeh Mushkil Bhi Tal Jaayegi
Tu Hi Lateef Ul-khabeer Ul-haleem
Tu Hi Lateef Ul-khabeer Ul-haleem
Rabb-i Deewaar-i Z’ul-qarnain Tu
Rabb-i Mai’raaj-i Kaunain Tu
Rabb-i Ismaa’eel O Zam-zam Bhi Tu
Tu Rabb-i Ibraaheem
Allaahu Akbar
Tu Rabb-i Jibraaeel
Allaahu Akbar
Rabb-i Malaaika
Allaahu Akbar
Tu Rabb-i Kausar
Allaahu Akbar
Apne Ghulaamon Ki De Ghulaami
Ya Mutakabbir Ya Mughni Ya Mughni
Roz-i Hashr Ka Andaazah Naheen
Bakhshish Ka Saamaan Laaya Naheen
Hai Meri Iltija, Kar De Qurbat ‘ata
Karde Rahm O Karam, Miskeen Hai Tere Dar Pe Khada
Rabb-i Zarb-i Haidar O Hamzah Bhi Tu
Rabb-i ‘asa-i Moosa Bhi Tu
Tu Ru-ba-ru Bhi Aur Hai Ku-ba-ku
Tu Rabb-i ‘eesa
Allaahu Akbar
Tu Rabb-i Maryam
Allaahu Akbar
Rabb-i Sahaabah
Allaahu Akbar
Tu Rabb-i Panj-tan
Allaahu Akbar
Nooh Ki Kashti Ko Dekhta Hoon
Hauz-i Nadaamat Men Ḍooba Hua Hoon
Ya Raheem, Ya Kareem
Ya Raheem, Ya Kareem
Ya Raheem
Kar De Tu Mujh Ko Qurbat ‘ata
Ya Kareem
Dar-guzar Kar De Meri Khata
Ya Raheem
Rahmat Ka Teri Talab-gaar Hoon
Ya Kareem
Bandah Main Tera Gunaah-gaar Hoon
Kar De Tu Mujh Ko Qurbat ‘ata
Dar-guzar Kar De Meri Khata
Rahmat Ka Teri Talab-gaar Hoon
Bandah Main Tera Gunaah-gaar Hoon
Kar De Tu Mujh Ko Qurbat ‘ata
Dar-guzar Kar De Meri Khata
Rahmat Ka Teri Talab-gaar Hoon
Bandah Main Tera Gunaah-gaar Hoon