Ek zindagi mein kitne saare sawalo ko dhundhu ga
Neki kar k mujhe kya mila aab main khuda se mil k puchu ga
Dard kyu main sahu kyu main chup k rahu
Khamoshi naa kamjori meri
Ab tu bol duniya ki chinta chodh
Ab tu bol ye dil ki kirpa gol
Ab tu bol duniya ki chinta chodh
Ab tu bol ye band darwaje khol
Dard kyu main sahu kyu main chup k rahu
Khamoshi naa kamjori meri
Ineh se puchta rahu
Kab main jiu ga khud k liye
Har dum mujhe bas thokre lagi
Par uth dodh ne mein mujhe zindagi mili
Uhhi nahi koi samjha mujhe
Kehna paya jo kehna mujhe
Dard kyu main sahu kyu main chup k rahu
Khamoshi naa kamjori meri
Ab tu bol duniya ki chinta chodh
Ab tu bol ye dil ki kirpa gol
Ab tu bol duniya ki chinta chodh
Ab tu bol ye band darwaje khol
Main sunnta raha main sehta raha
Marne ki jagah main jita raha
Rishto ki kadhi mein esa fassa
Apno mein kahi gumh hota raha
Kamjor na tha majbur raha
Duniya k liye ik khel bana
Khud se ldda lehro ki tarah
Bas behta raha lehro ki tarah
Dard kyu main sahu kyu main chup k rahu
Khamoshi naa kamjori meri
Ab tu bol duniya ki chinta chodh
Ab tu bol ye dil ki kirpa gol
Ab tu bol duniya ki chinta chodh
Ab tu bol ye band darwaje khol.