Aane waala kal bas ek sapana hai
Gujara huwa kal bas ek apna hai
Aane waala kal bas ek sapana hai
Gujara huwa kal bas ek apna hai
Ham gujare kal mein rahate hain
Yaadon ke sab juganun
Jangal mein rahate hain
Yaadon ke sab juganun
Jangal mein rahate hain
Aane waala kal bas ek sapana hai
Gujara huwa kal bas ek apna hai
Ham gujare kal mein rahate hain
Yaadon ke sab juganun
Jangal mein rahate hain
Yaadon ke sab juganun
Jangal mein rahate hain
Daman see sakte hain jo
Jakhmo ko seena janate ho
Jeena unkaa jeena ho jo
Yaado mein jeena janate ho
Jin taaron ko raaton mein
Utha utha ke gagan mein dhundhate ho
Jin kaliyon phoolo ko ja ja ke
Chaman mein dhundhate ho
Who phool wo kaliyon
Who taaren aanchal mein rahete hain
Hum pyaar ki bijali le
Kar badal mein rahete hain
Aane waala kal bas ek sapana hai
Gujara huwa kal bas ek apna hai
Ham gujare kal mein rahate hain
Yaadon ke sab juganun
Jangal mein rahate hain
Yaadon ke sab juganun
Jangal mein rahate hain
Mere tan mann ke aramaan
Apane tan mann se puchho
Inaki chhun chhun kaa
Matlab dil ki dhadakan se puchho
Duniya saare zamaane le le
Daulat le le kajaane le le
Loot sake naa jisako jamaana
Hamko ek pal aisa de de
Pyaar ke rangin mausam sab
Jis pal mein rahate hain
Waqt ke sachche nagame
Jis pal mein rahate hain
Aane waala kal bas ek sapana hai
Gujara huwa kal bas ek apna hai
Hum gujare kal mein rahate hain
Yaadon ke sab juganun
Jangal mein rahate hain
Yaadon ke sab juganun
Jangal mein rahate hain