aaja sanam madhur chandni me
hum tum mile to virane me bhi aa jayegi bahar
jhumne lagega aasma, jhumne lagega aasma
kehta hai dil aur machalta hai dil
more saajan le chal mujhe taaro ke paar
lagta nahi hai dil yaha, lagta nahi hai dil yaha
bheegi bheegi raat me dil ka daaman thaam le
khoyi khoyi zindagi har dam tera naam le
chaand ki behki nazar keh rahi hai pyar kar
zindagi hai ek safar kaun jane kal kidhar
chaand ki behki nazar keh rahi hai pyar kar
zindagi hai ek safar kaun jane kal kidhar
aaja sanam madhur chandni me
hum tum mile to virane me bhi aa jayegi bahar
jhumne lagega aasma, jhumne lagega aasma
kehta hai dil aur machalta hai dil
more saajan le chal mujhe taaro ke paar
lagta nahi hai dil yaha, lagta nahi hai dil yaha
dil ye chahe aaj to baadal ban ud jau main
dulhan jaisa aasma dharti par le aau main
chaand ka dola saje dhum taaro me mache
jhum ke duniya kahe pyar me do dil mile